Isha Aur Fajar Ki Namaz Chorne Wale || Namaz || Namaz Chorna by Molana Tariq Jameel |
|
Molana tariq jameel sahab ne is bayan main un logon ko tambhi ki hai jo Isha Aur Fajar Ki namaz neend ki waja se choor dete hain. Namaz ka tarika kia hai aur kese isay padhni chahye. Namaz deen e islam ka aik aham aur farz rukan hai jo kisi haal main chorna jaiz nahi. Namaz deen ka satoon hai. Namaz nabi ﷺ ki ankhon ki thandak hai. Namaz kisi haal main maf nahi. Raat ki namaz ke bare main Allah ne buhat se fazail bayan farmaye. hain. Allah hum sab ko 5 waqt ki namaz pabandi se parhne ki tofiq ata farmaye. Ameen
Please hit the like & subscribe button if you like our effort #molanatariqjameel #namaz #completeislamicchannel |