♫musicjinni

tum aur yad aaye jab jab tumhe bhulaya_Jahan Ara_MalaSinha_Bharat B _Lata_Asha_Rajinder_MM _a tri.

video thumbnail
Song : tum aur yaad aaye, jab jab tumhe bhulaya..
Film : Jahan Ara,1964,
Singers : Lata Mangeshkar and Asha Bhosle,
Lyricist: Rajinder Krishan,
Music Director: Madan Mohan,
Director : Vinod Kumar,
Cast : Bharat Bhushan,Mala Sinha,Shashikala, Prithviraj Kapoor,Sunder,Minu Mumtaz, Chandrashekhar,Achla Sachdev,Om Parkesh, Randhir Kapoor,Aruna Irani,Siddhu,Farida Jalal,
Film Producer: Light & Shade,
Song is picturised on Minu Mumtaz and Aruna Irani,
Lyrics:-
main teri nazar ka suroor hoon
tujhe yaad ho ke na yaad ho
tere paas rehke bhi door hoon
tujhe yaad ho ke na yaad ho
teri zulf hai mera haath hai
ke tu aaj bhi mere saath hai
tere dil mein main bhi zaroor hoon
tujhe yaad ho ke na yaad ho
jab jab tumhe bhulaaya
aa aa
tum aur yaad aaye
jab jab tumhe bhulaaya
aaa aaa
tum aur yaad aaye
tum aur yaad aaye
tum aur yaad aaye
jaate nahin hain dil se
ab tak tumhaare saaye
jaate nahin hain dil se
aaa aaa
ab tak tumhare saaye
jab jab tumhe bhulaaya
tum se bichhadke hamne
dil ko bahut sambhaala
dil ko bahut sambhaala
tum se bichhadke hamne
ae ae
dil ko bahut sambhaala
aaa aaa
tum se bichhadke humne
ho
dil ko bahut sambhaala
aa
dil ko bahut sambhaala
gulshan mein ye na behla
aaa aaa
gulshan mein ye na behla
sehra mein bhi sataaye
tum aur yaad aaye
jab jab tumhe bhulaaya
chhaaye rahe nazar mein
ae ae
teri zulf ke andhere
ae ae
chaaye rahe nazar mein
ae ae
chaaye rahe nazar mein
teri zulf ke andhere
teri zulf ke andhere
chhaaye rahe nazar mein
ho o
teri zulf ke andhere
ae
teri zulf ke andhere
kai aaftab chamke
aaa aaa aaa
kai aaftaab chamke
kai chaand jagmagaaye
tum auy yaad aaye
jab jab tumhe bhulaya
marne ki aarzoo mein
hum jee rahen hai aise
hum jee rahen hai aise
marne ki aarzoo mein
ae ae ae
hum jee rahen hai aise
ae ae ae
marne ki aarzoo mein
ho o
hum jee rahen hai aise
ae
hum jee rahen hai aise
jaise ki laash apni
ho o o
jaise ki laash apni
khud hi koi uthhaaye
tum aur yaad aaye
jab jab tumhe bhulaaya
tum aur yaad aaye
jaate nahin hain dil se
ab tak tumhaare saaye
jab jab tumhe bhulaaya..

Jahan Ara is a 1964 Indian Hindi debut film of director Vinod Kumar.The film stars Mala Sinha, Bharat Bhushan, Shashikala and Prithviraj Kapoor in lead roles. The film is a historical romance based on the life of Jahanara Begum Sahib, played by Sinha. It was the first time this character was portrayed on-screen.
The movie did not do well at the box office.
Storyline :-
Mirza Yusuf Changezi (Bharat Bhushan) and Jahan Ara (Mala Sinha) have been good friends since childhood. Things are not quite the same as they grow up, as Jahan Ara's father is none other than Emperor Shah Jahan, and men are not permitted to meet with the princess under any circumstances. However, Jahan and Mirza do meet secretly and promise to marry each other. Misfortune visits the emperor, when his wife, Mumtaz Mahal (Achala Sachdev), passes away. The emperor gets deeply devastated, and, still mourning his wife's death, he pledges to build a memorial in her name (which would subsequently be called Taj Mahal, one of the seven wonders on Earth). At her deathbed, Mumtaz makes Jahan promise that she will take care of her father, which she promises to do. This responsibility makes her sacrifice her love for Mirza, who is heartbroken and continues to believe that Jahan will sooner or later reunite with him.
Nominated: Filmfare Award for Best Actress (1965), Mala Sinha

The soundtrack of the film contains songs composed by Madan Mohan, while the lyrics are by Rajinder Krishan. The songs of the film became popular and still remain so. The album made an attempt of reviving singing career of Talat Mahmood over rising career of Mohammad Rafi.

No. Title Singer(s) Length
1. "Baad Muddat Ke Yeh Ghadi Ayee" Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur 04:57
2. "Main Teri Nazar Ka Suroor Hoon" Talat Mahmood 02:56
3. "Woh Chup Rahen To Mere" Lata Mangeshkar 04:35
4. "Phir Wohi Sham Wohi Gham" Talat Mahmood 03:30
5. "Aye Sanam Aaj Aye Qasam Khayen" Talat Mahmood, Lata Mangeshkar 04:40
6. "Teri Aankh Ke Ansoo" Talat Mahmood 04:05
7. "Kisi Ki Yaad Mein Duniya Ko" Mohammed Rafi 03:25
8. "Haal-E-Dil Yoon Unhe Sunaayaa Gayaa" Lata Mangeshkar 03:03
9. "Jab Jab Tumhe Bhulaya, Tum Aur Yaad Aaye" Lata Mangeshkar, Asha Bhosle 08:25

Besides these songs, there are two more songs which were not released in the film. The song "Tum Juda Hokar Hame Kuch Aur Paare Ho Gaye" by Talat Mahmood was released on the CD Tere Bagair by his son Sanjeev Kohli.[2] Another song "Kabhee Aankhon Mein Teri" sung by he four sisters Lata Mangeshkar, Asha Bhosle, Usha Mangeshkar and Meena Mangeshkar was neither filmed nor released on disc. Arguably, it might be the only song sung by all the Mangeshkar sisters

tum aur yad aaye jab jab tumhe bhulaya_Jahan Ara_MalaSinha_Bharat B _Lata_Asha_Rajinder_MM _a tri.

वो चुप रहे तो मेरे दिल के दाग़ जलते है.. Jahan Ara_Mala Sinha& Bharat Bhushan_Lata_Rajinder_MM_a tri.

Disclaimer DMCA